Showing posts with label Sorry sms. Show all posts
Showing posts with label Sorry sms. Show all posts

Monday, April 21, 2008

Hi Today is “WORLD SORRY SAYING DAY

”So If I have hurt you anytime, anywhere, orDisturbed you,

then I want to say just three words.

------

--“I WILL CONTINUE”

kARLO JO KARNA HAI…..

Teri dosti hum is tarah nibhayenge,

Tum roz khafa hona hum roz manayenge,

Par maan jana manane se,

Warna yeh bheegi palkein le ke kahan jayenge?

Dosti main dooriyan to aati rehti hain,

Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai,

Wo dosti hi kiya jo naraz na ho,

Per sachi dosti dosto ko mana leti hai.

Ho sakta hai humne anjaane mein aapko kabhi rula diya,

Aapne duniya k kehne pe hame bhula dia,

Hum to vaise bhi akele the,

Kya hua agar aapne ehsaas dila diya.

Wish I could turn back the timeand make things right…

Please forgive me!

Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,

Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,

Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,

Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.

SORRY… SORRY… SORRY…SORRY…

Dont get confused ,

Arey Baba SORRY means:

S-Some,

O-One Is,

R-Really,

R-Remembering

Y-You…..

Have A wonderful day….

Begano se dosti ki gunjais nahi hoti,
Mout ke badh koi khavaish nahi hoti,
Shayad koi pyaar bhara dil tuta hoga,
Warna November ke mahine mein barish nahi hoti,
I am sorry!!!